Thehrti Hui Shab-e-Syah Aur Wo Bi Taweel Tar – December Poetry top 5 collection

No. 1

Thehrti Hui Shab-e-Syah Aur Wo Bi Taweel Tar
Mohsin Hijr Ke Maron Par Qayamat Hai December

No.2

Sard Hawain Kia Chali Mere Shehr Main
Har Tarf Yaadon Ka December Bikhar Gya

No. 3

 Kun Har Baat Pe Koste Hain Log December Ko
Kia December Ne Kha Tha… Mohabat Kar Lo

No.4

Ik Bar Tu Milne Aao December Aane Wala Hai
Kesa Guzra Hai Ye Sal Btao, December Aane Wala Hai
Khush Ho Jao K Milne Ka Sal Aa Raha Hai Phir
Wasi Yun Na Aansu Bahao December Aane Wala Hai
Shayad Ab K Baras Bi Wo Lot Kar Na Aye
Tanhion Abi Chor Kar Na Jao, December Aane Wala Hai
Ye Kya K Raat Din Us Ki Yaad Mai Doobe Rehna
Na Gham Ki Barish Mai Nahao, December Aane Wala Hai
Ae Mere Dukhon Ke Sathio Khush Ho Jao
Apne Apne Ghron Ko Sjao December Aane Wala Hai
Kia Pta Phir December Aye Na Aye Jan-e Wasi
Meri Mano Ab Tum Lot Ayo December Aane Wala Hai
Han December Ane Wala Hai

No.5

December ki sard udass kali Ratoo main
Terey hijar kay naag bhot dasaa krty hain
Share is Caring 💞:

Leave a Comment