Kab Bhulaye Jate Hai Dost Juda Ho Friends Poetry 5 top Collection

No. 1

Kab Bhulaye Jate Hai Dost Juda Ho Kar Bi Wasi
Dil Tot Tu Jata Hai Rehta Phir Bi Sene Mai Hai

No. 2

 Mein Hairan Hun Keh Kyun Us Se Hoyi Thi Dosti Apni
Muje Kese Gawara Ho Gyi Thi Dushmani Apni

No. 3

 Dushmano Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain
Dekhna Hai Khenchta Hai Muj Pe Pehla Teer Kon

No. 4

Tamam tazkirah me azeem tajkirah hai dosk ka.
Mano to sabse ohda or nirala safar hai dost ka
Dosti me har sakhsee pahlu ka zikra kar lete hai log,
Itemade itna hai ki dil se qadar karte hai dost ka.
Kabhi tabit karke lagta hai zamane me kuchh talaf kiya,
Milne ke baad utna hi fikr maloom hota hai dost ka
Kisi ke dosti ka tazkirah jab bhi dekhta hu main
Guzastah zamane ka manjar nazar ata hai dost ka
Tumne to dosti ka har farz kamil ki hai Azhar,
Is hayat-e safar me hamesha mutaffir ho dost ka.

No. 5

Hum to dosti k liye tyar the
Magar who badnaseeb hume apna dost bna na paya
Hum se dosti itni mushkil na thi
Magar wo gafail humare asool apna na paya
Use to humare qadar a he gaye “FARAN”
Magar who hume phir dhoond na paya.
Share is Caring 💞:

Leave a Comment