No. 1
Hijar Ki Tanhai Kuch Yun Guzar Lete Hain
Mukhtalif Zaviyon Se Selfie Utar Lete Hain
No. 2
Mosa Sifat Tha Koi Tu Ki Baat Tur Ki
Aashiq Ko Sojti Hain Mohabat Mein Door KiHar Roz Un Ke Koche Main Deta Hoon Ye SadaMehndi Fareed Abad Ki, Meethi Qasoor Ki
Aashiq Ko Sojti Hain Mohabat Mein Door KiHar Roz Un Ke Koche Main Deta Hoon Ye SadaMehndi Fareed Abad Ki, Meethi Qasoor Ki
No. 3
Baton Ap Ko Marne Ke Baad Kya Ho Ga
Plao Khayen Gey Ahbab Fatiha Ho Ga
No. 4
Ishq Ke Medan Mein Dore To Nahi Thay
Ab Bi Gadhe Ho Pehle Bi Ghore Tu Nahi Thay
Office Be Lait Aye Ho Aur Kaan Bi Hai Laal
Begham Ne Raat Ko Kaan Marore Tu Nahi Thay
Shakyat Kun Ki Apne Baap Se Ja Kar
Pakre Thay Hath Tere Tore Tu Nahi Thay
Kal Shaam Muje Dekh Kar Tum Bhage Kun Is Tarah
Saghar Ke Hath Mein Koi Rore Tu Nahi Thay

No. 5
Hoti Hai Teacheron Se Ptai Kabi Kabi
Aate Hain Din Ko Taare Dikhai Kabi Kabi
Aate Hain Din Ko Taare Dikhai Kabi Kabi
Har Roz Eid Neest Ke Halwa Khord Kise
Milti Hai Dekhne Ko Karahi Kabi Kabi
Milti Hai Dekhne Ko Karahi Kabi Kabi
Ye Chota Gosht Ab Apni Qismat Mein Kahan
Karte Hain Zibah Bakri Qasai Kabi Kabi
Karte Hain Zibah Bakri Qasai Kabi Kabi
Har Eid Pe Kapre Banat Hun Muft Mein
Deta Hun Darzion Ko Silai Kabi Kabi
Deta Hun Darzion Ko Silai Kabi Kabi
Tv Pe Dekhta Hun Cricke Ki Jhalkian
Karta Hun Be Dali Se Parhai Kabi Kabi
Karta Hun Be Dali Se Parhai Kabi Kabi